Terms & Conditions

Terms and Conditions — Niyam Evam Shartein

Gyan360 me aapka swagat hai. Hamari website ka upyog karke, aap niche di gayi niyamon aur sharton se poori tarah sahmat hote hain.

1. Bauddhikk Sampada Adhikar (Intellectual Property)

Gyan360 par prakashit sabhi lekh, code, text formatting, table aur graphics Gyan360 ki sampatti hain. Hamari anumati ke bina is website ki kisi bhi samagri ko kahin aur copy ya re-publish karna gair-kaanooni hai.

2. Sochnatmak Upyog (Informational Purpose Only)

Is website par pradaan ki gayi sabhi jankari (Finance, Samachar, Swasthya, Tech, Shiksha) keval samanya jaagrukta aur shaikshanik uddeshyon ke liye hai. Paathak is jankari ke aadhar par koi bhi nirnay lene se pehle sambandhit kshetra ke pramaanit peshevar se paramarsh lein.

3. Baahari Website Links (Third-Party Links)

Hamari website par anya baahari sites (jaise aadhikarik sarkari portal, Amazon aadi) ke link ho sakte hain. Hum in baahari websites ki samagri ya gopniyata nitiyon ke liye zimmedar nahi hain.

4. Badlav Ka Adhikar

Gyan360 ke paas bina kisi poorv sochna ke in niyamon aur sharton ko kisi bhi samay update ya badalne ka poora adhikar surakshit hai.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Gyan360 क्या है? जानिए इस प्लेटफॉर्म पर आपको क्या-नया सीखने को मिलेगा!

Blogger Par Free Blog Kaise Banaye Aur Google Se Paise Kaise Kamaye (Complete Guide 2026)

Top Thriller Web Series: Dimag Ghuma Dene Wali 10 Web Series ⭐ 4.8/5!